Google me Aapki Kitni URL Index Hai Check Kare

Aaj me aapko ek chhoti si lekin kaam ki jankari dene wala hu. Har new blogger ke man me ye confusion rahta hai ki mere blog ki kitni URL google me Index hai. Aapne apne blog ke liye sitemap to Google me submit kiya hoga agar nahi kiya hai to aap yaha click karke submit kar sakte hai. Agar aap apne blog ke liye better traffic chahte hai to sitemap ko google me submit karna bahut jaruri hai. URL Index.

New blogger ki koi bhi URL shayad hi google ke first page par aati ho. Ese me hume pata hi nahi rahta ki humari URL google me aa rahi hai ya nahi. Agar nahi aa rahi hai to sitemap ko fir se submit karna padta hai.

● bank se money transfer keise kare

● facebook page keise banaye aur verify kare

● google analytics account keise banaye

Aaj jo tarika me aapko bata raha hu uska use karne se Google me sirf aapke blog ki URL hi show hogi. Jitne bhi 0age hai un sabme aapki URL dikhegi jise aap aasani se count kar sakte hai. Aapko karna ye hai ki Google me apni website ka URL type karne se pahle site likh de.

Example- site:www.hindistock.com

● ek click karke facebook ko sabhi Divice se logout kare

● ribbon theme ko edit aur customize keise kare

Bas ho gaya kaam. Ab aap search result me dekhenge to usme show ho jayega ki aapki kitni URLsubmit hai. Aap picture me dekh sakte hai ki mere blog ki 127 URL submit ho chuki hai. Aur search results me jitni bh url hai wo sab mere hi blog ki hai. To aap bhi apne blog ki URL check kare jisse aapko bhi pata chal jate ki aapke blog ki URL sahi time me google me aa rahi hai.URL Index google

Post publish hone ke lagbhag 24 hour ke baad aapki URL google me show hone lagti hai. Matlab wo index ho jati hai. Lekin agar isse bhi jyada time me submit na ho to aap apne sitemap ko resubmit kare. I hope meri ye chhoti si jankari aapke kaam aayegi. Ise apne dosto me share jarur kare. URL Index.

8 thoughts on “Google me Aapki Kitni URL Index Hai Check Kare”

  1. Mera bhi post index nahi ho raha hai.

    mere blog pe 46 post hai lekin 17 hi index huwa hai to kya kare ki sari post index ho jaye

    Reply
  2. sir,
    main aapse ek jaankari chahata hu.hum aapne blog ki traffic ko kaise bada sakte hai.
    please sir koi aisi trik bataye.jisse hum aapne blog ki traffic ko incarse kar sake.

    Reply

Leave a comment